Duniya ke aye Musafir Naat Full Lyrics in Hindi

Duniya ke aye Musafir Naat Full Lyrics in Hindi

 

दुनिया के मुसाफिर मंजिल तेरी कबर है नात शरीफ | Duniya ke aye Musafir Naat Full Lyrics in Hindi

Duniya ke aye Musafir Naat Full Lyrics in Hindi
दुनिया के मुसाफिर मंजिल तेरी कबर है नात शरीफ | Duniya ke aye Musafir Naat Lyrics in Hindi | Naat Sharif In Hindi | New Naat Pak In HIndi Duniya Ke Musafir hindi mein

Table of Contents
Duniya ke aye Musafir
दुनिया के मुसाफिर मंजिल तेरी कबर है नात शरीफ
Duniya ke aye Musafir Naat Lyrics in Hindi
Vidio Duniya ke aye Musafir Naat
Duniya ke aye Musafir
Naat Pak | Naat Sharif Duniya ke aye Musafir Naat Lyrics
Lyrics Language Hindi, English, Urdu Update

 

Duniya ke aye Musafir Naat Lyrics
दुनिया के मुसाफिर मंजिल तेरी कबर है नात शरीफ
दुनिया के ऐ मुसाफिर मंज़िल तेरी क़बर है

तय कर रहा है जो तू दो दिन का यह सफ़र है

जब से बनी है दुनिया लाखों-करोड़ों आए

बाक़ी रहा न कोई मिट्टी में सब समाए

इस बात को ना भूलो सब का यही हशर है

मंज़िल तेरी क़बर है

दुनिया के ऐ मुसाफिर मंज़िल तेरी क़बर है

आंखों से तूने अपनी देखे कई जनाज़े

हाथों से तूने अपने दफ़नाए कितने मुर्दे

अंजाम से तू अपने क्यों इतना बे-ख़बर है

मंज़िल तेरी क़बर है

दुनिया के ऐ मुसाफिर मंज़िल तेरी क़बर है

ये आलीशान बंगले कुछ काम के नहीं हैं

महलों में सोने वाले मिट्टी में सो रहे हैं

दो ग़ज़ जमीं का टुकड़ा छोटा सा तेरा घर है

मंज़िल तेरी क़बर है

दुनिया के ऐ मुसाफिर मंज़िल तेरी क़बर है

मखमल पे सोने वाले मिट्टी में सो रहे हैं

शाहो गदा यहां पर सब एक हो रहे हैं

दोनों हुए बराबर ये मौत का असर है

मंज़िल तेरी क़बर है

दुनिया के ऐ मुसाफिर मंज़िल तेरी क़बर है

मिट्टी के पुतले तुझको मिट्टी में है समाना

इक दिन यहां तू आया एक दिन यहां से जाना

रुकना नहीं यहां पर जारी तेरा सफर है

मंज़िल तेरी क़बर है

दुनिया के ऐ मुसाफिर मंज़िल तेरी क़बर है

ऐ फ़ानी-इरफां अपने मौला से दिल लगा ले

कर ले तू रब को राज़ी कुछ नेकियां कमाले

सामां तेरा यही है तू साहिबे सफर है

मंज़िल तेरी क़बर है

दुनिया के ऐ मुसाफिर मंज़िल तेरी क़बर है

Duniya ke aye Musafir Naat Lyrics in Hindi
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Tay Kar Raha Hai Jo Tu Do Din Ka Ye Safar Hai
Jab Se Bani Hai Duniya Lakhon Karodon Aaye
Baaki Raha Na Koi Mitti Me Sab Samaye
Is Baat Ko Na Bhoolo Sab Ka Yahi Hashr Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Aankhon Se Tu Ne Apni Dekhe Kai Janaze
Hanthon Se Tu Ne Apne Dafanaye Kitne Murde
Anjaam Se Tu Apne kyon itna Bekhabar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Ye Aalishan Bangle Kuchh Kaam Ke Nahin Hain
Mahlon Me Sone Wale Mitti Me So Rahe
Hain Do Gaz Zamin Ka Tukda Chhota Sa Tera Ghar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Makhmal Pe Sone Wale Mitti Me So Rahe Hain
Shaho Gada Yahan Pe Sab Ek Ho Rahe Hain
Dono Hue Barabar Ye Mout Ka Asar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Mitti Ke Putle Tujhko Mitti Me Hai Samana
Ik Din Yahan Tu Aaya Ik Din Yahan Se Jana
Rukna Nahin Yaha.n Par Jaari Tera Safar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Ae Faani Irfa.n Apne Moula Se Dil Laga Le
Kar Le Tu Rab Ko Raazi Kuchh Nekiyan Kama Le
Saama.n Tera Yahi Hai Tu Sahib-e-Safar Hai
Manzil Teri Qabar Hai Dunia Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai

 

 

Leave a Comment